Friday 6 March 2015

How to Have Sex During Pregnancy In URDU and HINDI

Sex During Pregnancy in Urdu / Hindi
Can We Do Sex During Pregnancy Article in Hindi & URDU :
Pregnancy ek bohat he sensitive matter hai jis main aap sex yani intercourse ya hum bistiri kai baray main shayad zyada kuch na jaante ho ya during pregnancy sex in Urdu / hindi aaj tak kisi sai suona he na ho. Yeh Article aap ko Pregnancy 
aur sex kai darmiyaan ki batein samjhne main asaani paida karay ga aur Aap ka concept clear hoja ay ga kai aap Pregnancy kai kon sai month sex kar sakte hein 
aur kon sai months sex nahi kar sakte. 

Intercourse During Pregnancy Complete Education in Hindi and URDU :

Jab larki starting pregnancy states per hoti hai 1st month to 3 month tab tak aap ko chahiyeh kai aap sex na karein aur apni wife ko bi hum bistiri sai doorh rakhein, Kyu kai first 3 months main baby ( bacha ) bohat zyada sensitive hota hai aur process just starting per he hota hai tou aise main sex karne sai aap ki baby per asrat sabit ho sakte hein aur Aap kai baby ki jaan ko bi khatra ho sakta hai. 
even kai condems use kar kai bi na karein. Ahtiyat kai toorh per 5th month sai aap 
apni wife kai sath pregnancy kai darmiyaan humbistiri ( intercourse / sex ) kar sakte hein. Phir condem proper use kar kai aur slightly slightly yani aram aram sai apna penis apni wife kai ander dal sakte hein. Please during pregnancy aap koi ajeeb ya English ya porn movies styles na select karein uss sai aap ki wife kai sath internal problem asakti hai aur aap kai baby ko bi asar ho sakta hai. Tou iss kai liye behtar tariqa yeh hai kai wife ko bed per litha kar 
aram aram sai apna penis ( sharmga ) in and out karein aur condem use lazmi karein. Umeed hai kai aap ko Pregnancy kai darmiyaan ya During pregnancy sex in Urdu / Hindi artcile samajh achuka hoga. Please Apne khayalat aur feed back hum ko apne comments sai post kai neechay 
lazimi dein aur Feedback kai option main ja kar bi apne reviews dein. Thanks for reading my article about can we do sex with wife during pregnancy in URDU / HINDI.

No comments: